Ab jo bichray hain toh ehsaas hua hai hum ko.........
Dard kya hotah hai tanhai kisay kehtay hain...........
Char so gunjti ruswai kisay kehtay hain................
Ab jo bichray ko ehsaas hua hai hum ko................
Koi lamha ho tere yaad mai kho jatay hain.............
Ab toh khud ko bhe muyassar nahi aaa patay hain...
Raat ho din ho tere pyar mai hum behtay hain........
Dard kya hotah hai tanhai kisay kehtay hain...........
Ab jo bichray hain toh ehsaas hua hai hum ko.........
Woh jo ghum aye usay dil pay saha kertey thay......
aik saith hum mil ker raha kertey thay..................
Ab akelay he zamanay ke sitam sehtay hain...........
Dard kya hotah hai tanhai kisay kehtay hain...........
Ab Jo bichray toh ehsaas hua hai hum ko..............
Hum Nay khud apni rahon mai bichaye kantay.........
Gher mai phoolon ke jagah la ker sajaye kantay.......
Zakham iss dil mai basaye howe khud rehtay hain.....
Yun toh duniya ki har cheez haseen hoti hai............
Pyar say maghar kuch bhe nahi hoti hai.................
Rastah rok kay har aik say yehi kehtay hain............
Ab jo bichray hain toh ehsaas hua hai hum ko..........
Dard kya hotah hai tanhai kisay kehtay hain............
Char so gunjti ruswai kisay kehtay hain..................
Ab jo bichray ko ehsaas hua hai hum ko.................